Ab wafa se mukar gya hai dil,
Ab muhbbt se darr gya hai dil..,
Ab sahaaron ki baat mt krna,
Ab dilaason se bhar gya hai dil..,
Jb bulaate the zinda dil the hm,
Ab na aao,ki marr gya hai dil...